VICHAR MANCH


टिप्पणियाँ

  1. Ye blog samajik samasyaon , unse hone wale ku prabhavon aur unke nirakarn par apne - apne vichar prastut karne ke liye ek MANCH pradan karne ka chota sa prayas kiya gayaa hai,jisme sabhi bhai-bahano ke vichar sadar amantrit hain.
    please apne vichar sadgi se prastut kar apni sabhyataa ka parichay den. Aasha hai sabhi readers is prayas ko sarthak banaayenge .
    Thank's

    जवाब देंहटाएं
  2. Bharatvarsh anek rajyon,anek bhashaon,anek dharmon ka desh hai ! fir desh me bhashawad, kshetrawad kyon? yahan kuch logon ka dayneey,behos,aur sankeern drastikon hai- Maharastra se lagbhag 18000 log dar aur dahshat ke karan palayan kar chuke hain . iski vajah hai vahan ke netaon ko apni rajneeti chamkana ! hum sab bharteeya hain ,aur koi bhi bharatwasi bharat me kahin bhi rah sakta hai.meri najar me ye ek apmaan aur sharm ki baat hai . is matter me center govt. ko hastakshep karna chahiye .

    जवाब देंहटाएं
  3. MAHARASTRA me uttat bharteeyon ke prati vidwesh ki rajneeri kitni jayaj hai...? please apne comments de:-login-
    janaakros.blogspot.com.

    जवाब देंहटाएं

एक टिप्पणी भेजें